Aqraba o rishtedaaron ko zakat dena

Sawal:-kia apne mohtaj aur zaruratmand rishtedaron maslan bahen Bhai chacha phoopi wagaira ko zakat dena jayiz hai? Jawab:- alhumdullah Agar wo Apne qareebiyon ko zakat ada Kare Jo uske khandan se taa’lluq rakhte Hain to yeh dusron ko dene se afzal hai jo uske rishtedar na ho kyunki qareebi aur rishtedar ko zakat aur sadqa … More Aqraba o rishtedaaron ko zakat dena

Sone ke mukhtalif karat par zakat ka kaise hisab lagaya ja sakta hai?

Sawal:-Mere pass 170 gram Sona hai ismein zakat ki miqdaar kitni hogi? Jawab:-alhamdulillah Sone aur chandi mein zakat ke liye e’tebar khalis sone ya chandi par Hoga, ismein shamil khoth nikalkar zakat ka hisab lagaya jaega. Khalis yani 24 karat sone mein zakat ka nisab 85 gram hai aur is baare mein tajurbakar afraad ke … More Sone ke mukhtalif karat par zakat ka kaise hisab lagaya ja sakta hai?